Welcome to BulkSMS.Co.Nr

Hello and Welcome to BulkSMS.Co.Nr, here I provide to share SMSes on all Occasions and Topics which we generally love to send our Friends.

Incase, If you too have some cool SMSes which you would Like to share with us, then mail your SMSes to sanju4pals@gmail.com with Subject as "BULKSMS". Please do mention if you would like to get your email to be displayed along with your name in Credits.
Showing posts with label Shayris. Show all posts
Showing posts with label Shayris. Show all posts

Saturday, April 28, 2007

SMS Kar

Sitam sahneki bhi had hoti hai,
kisi ko satane ki bhi had hoti hai,
sms bhejne ki koshish karo janab,
mufat ke sms padhne ki bhi ek had hoti he.
--------------------

Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,
gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai,
tum kar do ek SMS yeh gujarish hai meri,
tumari SMS ki adat si ho gayi hai.
--------------------------

Shayris Wah Wah Wah!!!

Aakaal sa pada tha unki baaton ka. Taras gaye the kaan sunne ko unki baaten. Achanak aaya sailab messejo ka. Bitani padi humen jaag kar raatein.
---------------------

Yado k is bhanvar me ek Pal mera Ho,phulon k in chaman me ek chaman mera Ho, khuda kare ki jab aap yad kare Apno Ko,To un apno me 1 naam mera bhi ho..
--------------------

Har insan ki alag pehchan hoti hai,par hmare sms ki alag hi shan hoti hai,har kisi ko karte nahi sms magar,jisko karte hain,us me hamari Jan hoti hai.
------------------------

Socha kisi apne se baat kare;Apne kisi khas ko yaad kare;kiya jo faisla sms karne ka azeezo ko;kaha dilne k kyo na Apse shuruwat kare..!!
-------------------------

Saamne ho manzil to raste na modna,jo mann me ho woh Khwab na todna. Har qadam peh milegi kamyabi tumhe,bas sitare chunne ke liye kabhi zameen na chodna..
-----------------------------