Shayaris on Missing and Broken Hearts....
Dil se tera khayal na jaye to kya karu,
2 hi bata 2 yaad aaye to kya karu,
Hasrat to ye hai ki 1 nazar tujhe dekh lu,
magar kismat wo lamha na laye to kya karu.
------------------------
Hichkiyon se ek baat ka ehsas hota hai
ki shayad koi hamhe yaad to karta hai,
milne na aa paye toh kya hua,
Hum par char lamhe barbad to karta hai !!
Welcome to BulkSMS.Co.Nr
Hello and Welcome to BulkSMS.Co.Nr, here I provide to share SMSes on all Occasions and Topics which we generally love to send our Friends.
Incase, If you too have some cool SMSes which you would Like to share with us, then mail your SMSes to sanju4pals@gmail.com with Subject as "BULKSMS". Please do mention if you would like to get your email to be displayed along with your name in Credits.

Showing posts with label Shayris - Missing. Show all posts
Showing posts with label Shayris - Missing. Show all posts
Sunday, April 29, 2007
Saturday, April 28, 2007
Few More Shayris
Yaar ne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai me jana chod diya,
jab unko hi duri ka ehsaas nahi,
humne bhi ehsaas dilana chod diya.
--------------------
Milke bichadna dastor hai zindagi ka,
1 yehi kissa mashoor hai zindagi ka,
bete hue pal kabhi laut kar nahi aatey,
yehi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
---------------------
Chod diya hamara sath to koi gam nahi,
Bhul jayenge aap hame bhulne wale hum nahi,
Aap se mulakat na ho payi to kya hua,
Aap ki 1 yaad mulakat se kum nahi..
-----------------------

Yaadon Ke Jarakhon
Umar ki raah me insan badal jata hai,Vakt ki aandhi me tufan badal jata hai,Sochte hai hum aapko itna yaad na kare,par ankh bandh karte hi irada badal jata hai.
----------------
Yaad karte hain yaaron ko,
yaadon se dil bhar aata hai,
kabhi saath jiya karte the,
aaj milne ko dil taras jaata ha
---------------------
Raat Ka Andhera Ek Saugat Laata Hai, Din Ka Ujala Ek Intezar Laata Hai, Aap Humare Saath Ho Na Ho, Hawa Ka Har Jhonka Aapki Yaad laata hai.
--------------------
Tumko hame yaad karne ki fursat nahi , Humko tume bhulane ki aadat nahi , Tumhe bhulke jiye bhi to kaise , Dosto ke bina jeene ki hume aadat nahi...
-----------------

Subscribe to:
Posts (Atom)