Tumhari yad dil se jane na denge,
Tumare jaisa dost khone na denge,
Sharafat se contact me rahena,
warna bahot Marenge aur rone bhi na denge.
Welcome to BulkSMS.Co.Nr
Hello and Welcome to BulkSMS.Co.Nr, here I provide to share SMSes on all Occasions and Topics which we generally love to send our Friends.
Incase, If you too have some cool SMSes which you would Like to share with us, then mail your SMSes to sanju4pals@gmail.com with Subject as "BULKSMS". Please do mention if you would like to get your email to be displayed along with your name in Credits.

Showing posts with label Shayris - Friendship. Show all posts
Showing posts with label Shayris - Friendship. Show all posts
Thursday, May 3, 2007
Tuesday, May 1, 2007
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai...
Sender: HIRAL
A really sweet Shayri...
Thanx a Lot for mailing...
-------------
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai...
Dosti Ka Asar Thoda Der Se Hota Hai...
Aapko Lagta Hai Hum Kuch Nahi Sochte Aapke Bare Mein..
Par Har Baat Mein Zikr Sirf Aapka Hota Hai.

2 more Shayris on Friendship n Love
---------------------------
Takdir ne chaha,Takdir ne bataya.
Takdir ne tumko aur humko milaya.
Khush nasib the hum ya wo pal,
jab tum jaisa Anmol dost/pyar is zindagi me aaya!
---------------------------
Dosti/Pyar se kimti koe 'jagir" nahi hoti,
Dosti/Pyar se achi koi "tasvir' nahi hoti,
Dosti/Pyar youn to hai kacha dhagha,
magar is dhage se pakki koi janzeer nahi hoti....
----------------------------

Saturday, April 28, 2007
Few Shayris On Friendship
chand ki dosti raat se subha tak,suraj ki dosti subha se shaam tak,par hamari dosti pahli mulakat se aakhri saans tak.
-----------------------
Koi Dost Aisa Banaya Jaye,Jiske aasuon Ko Palko Mein Chupaya Jaye.Rahe Uska Mera Rishta Kuch Aisa Ki Agar WO Rahe UDAAS To Humse Bhi Naa MUSKURAYA jaye.
-----------------------
Suna hai asar hota hai baton mein,Tum bhi bhul jaoge 2-4 mulaqato mein.
Hum se door jakar rahoge kaha...?
Tumhari dosti ki lakeer hai in haaton mein...!!!
------------------------
dosti ki tadap ko dikhaya nahi jata,
Ajit dil me lagi aag ko bhujaya nahi jata,
kitni bhi duri ho dosti mein,
aap jaise dosto ko bhulaya nahi jata.
---------------------------
Dard jitna saha jaye utna hi sehna,
kisi ke dil ko jo lag jaye wo bat na kehna
Milte hai hum jaise DOST bahut kam,
isliye humse ''KABHI ALVIDA NA KEHNA"
--------------------------
Jiske pass kuch nahi uspe duniya hasti hai,jiske paas sab kuch hai uspe duniya jalti hai,hamare paas apki dosti hai jise pane ko duniya tarasti hai.....!

Subscribe to:
Posts (Atom)